Bihar jharkhand se kab alag hua aur kyu

 Bihar aur Jharkhand do alag rajya hai. Bihar se Jharkhand 15 November 2000 ko alag hua tha. Isse pehle Bihar aur Jharkhand ek hi rajya the. Bihar aur Jharkhand ko alag karne ka main karan tha, Jharkhand ke logon ki demand thi ki wo apni khud ki rajniti karein aur apne vikas ko aage badha sakein. Isliye Bihar se Jharkhand ka alag hona tay kiya gaya.

Comments

Popular Posts